Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
kitne anjaan log mil jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain

awaz ki duniya ke dosto, kal raat kisi jagah pe mujhko,
kis kadar ye hasin khayal mila hai,
rah mein ik reshami rumal mila hai,
kis kadar ye hasin khayal mila hai,
rah mein ik reshami rumal mila hai
jo giraya tha kisi ne jaan kar, jiska ho le jaye wo pahchan kar,
warna main rakh loonga usko apna jaan kar,
kisi husn wale ki nishani maan kar, nishani maan kar
hasnte gaate logon ki baaton hi baaton mein,
kabhi kabhi ik mazak se,
kitne jawan kisse ban jaate hain, un kisson mein chand bhool jaate hain,
chand yaad rah jaate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain
Taqdeer mujhpe meharban, jis shuak ki ye dastan hai,
usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna ho,
usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna ho,
door baithi ye raaj wo jaan le, meri awaz ko pahchan le,
kaash phir kal raat jaisi barsat ho, aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho
lambi lambi raaton mein jab neend nahi aati,
kabhi kabhi is phirak se,kitne hasin khwab ban jaate hain,
unmein se kuchh khwab bhool jaate,kuchh yaad rah jaate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain
Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
kitne anjaan log mil jate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain