Showing posts with label Songs. Show all posts
Showing posts with label Songs. Show all posts

Wednesday, December 01, 2010

Raavan Film Behene de mujhe Song De Lyrics

Arrey aankh se boondh gira koi, chingari ka tukda jala koi
Umeed ko aag laga zara, sehra ki pyaas buja zara
Umeed ko aag laga zara, sehra ki pyaas buja zara
Gan itna baras ke galne lagun main paani ke upar tarne lagun
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Ohooo.. behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behenede ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Sharrt lagi hai marr jaane ki, jeena hai to pyaar mein
Deha kahin bhi ho mera, jaan rakhi hai yaar mein
Beh ja, beh ja, hai sagar ka kehna
Beh ja, beh ja, hai nadiya ko behena
Patte se tapakti boondh ki awaaz sunayi di thi
Nadiya mein tapak kar gum ho jayo

Beh gayo beh gayo, jo reh gayo reh gayo
Beh gayo beh gayo, jo reh gayo reh gayo
Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Ohooo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Mera pal pal ang ang bar diya, tune jaan pe junoon sa kar diya
Mera hai kya jo main haar doon, jaan teri hai tujhpe vaar doon
Doob gaye jo suna hai saare tere dere aate hain
Dil ke chulu mein bechaare dubkiyan ghote khaate hain

Beh ja, beh ja, chal tod kinare ko
Beh ja, beh ja, dhar le majdhare ko
Chingari udha ke raakh se ik boondh gira ke aankh se
Chalne ke ishaara kar gaya, kar gaya, kar gaya
Sab bhar gaya, bhar gaya
Kar gaya kar gaya, sab bhar gaya bhar gaya

Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Ohooo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Ohhoo behene de mujhe behene de mujhe behene de mujhe behene de
Behene de ghangor ghata, behene de paani ki tara
Sagar mein ja girna hai, behene de nadiyan ki tara

Saturday, October 24, 2009

Aate jate khubsoorat awara sadko pe

Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
kitne anjaan log mil jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain

awaz ki duniya ke dosto, kal raat kisi jagah pe mujhko,
kis kadar ye hasin khayal mila hai,
rah mein ik reshami rumal mila hai,
kis kadar ye hasin khayal mila hai,
rah mein ik reshami rumal mila hai

jo giraya tha kisi ne jaan kar, jiska ho le jaye wo pahchan kar,
warna main rakh loonga usko apna jaan kar,
kisi husn wale ki nishani maan kar, nishani maan kar

hasnte gaate logon ki baaton hi baaton mein,
kabhi kabhi ik mazak se,
kitne jawan kisse ban jaate hain, un kisson mein chand bhool jaate hain,
chand yaad rah jaate hain,

unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain

Taqdeer mujhpe meharban, jis shuak ki ye dastan hai,

usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna ho,
usne bhi shayad ye paigam suna ho, mere geeto mein apna naam suna ho,
door baithi ye raaj wo jaan le, meri awaz ko pahchan le,
kaash phir kal raat jaisi barsat ho, aur meri uski kahin mulakat ho, mulakat ho
lambi lambi raaton mein jab neend nahi aati,
kabhi kabhi is phirak se,kitne hasin khwab ban jaate hain,
unmein se kuchh khwab bhool jaate,kuchh yaad rah jaate hain,
unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain

Aate jate khubsoorat awara sadko pe kabhi kabhi itfaq se,
kitne anjaan log mil jate hain, unme se kuchh log bhool jaate hain, kuchh yaad rah jate hain